*TAAKHIR (LATE) KA JURMANA*
⭕AAJ KA SAWAL NO. 1088⭕
Kisi shakhs ko 1 mahine ki usmani (credit) par das hazaar ka maal becha
Usne paise ek mahine ke bajaaye do mahine par diye to us se paise late-takheer se dene ki wajah se kuchh paise masalan 300 rs. bataure jurmana mangna kaisa hai?
🔴AAJ KA JAWAB🔴
حامدا و مصلیا و مسلما
Paise muqarrah waqt se der (late) me adaa karne ke aewaz zaid (extra) paise ka jurmana (fine) lena jaiz nahin .
📗 FATAWA RAHEEMIYAH
9/198 SE MAKHOOZ
Www.aajkasawalgujarati.page.tl
*Subscribe Our Youtube Channel*
Www.youtube.com/BayanatPost
*Download Our Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment