*SAF ME JAGAH HOTE HUVE DUSRI SAF BANAANA*
⭕AAJ KA SAWAL NO.1084⭕
Pehli saf me jagah khaali hone ke ba-wajood dusri saf banaa kar namaz padhne walon ki namaz ka kya hukm hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Pehli saf me jagah khaali ho to use poor karna laazim aur zaruri hai aur is tarah namaz padhnewalon ki namaz makrooh hoti hai lihaza jab tak aage ki saf me jagah khaali ho dusri saf na banayi jaae.
📗FATAWA QASMIYAH 7/80
4/145
📕BA HAWALA FATAWA RAHIMIYAH WA SHAMI
و الله اعلم بالصواب
✏Mufti Imran Ismail Memon
🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India
📲💻www. aajkasawal.Page.tl
*Subscribe Our Youtube Channel*
Www.youtube.com/BayanatPost
*Download Our Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment