Thursday, July 27, 2017

AAGE KI SAF ME JAGAH HOTE HUVE DUSRI SAF

*AAGE KI SAF ME JAGAH HOTE HUVE DUSRI SAF*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1085⭕

Agli saf me Jagah khaali ho to baad me aanewala shakhs namaziyon ke saamne se guzar kar agli saf ko poora Kar sakta hai ?

Koi aisa kare to gunehgar hoga?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Haan saf poori karne ki ahmiyat itni ziyadah hai ke namaziyon ke saamne se guzar Kar bhi saf poori karni chahiye is me kotahi un logon ki hai jinhone agli safme jagah hone ke ba-wajood saf banaali lihaza saamne se guzar kar saf poori karne wala gunhgar nahi

و الله اعلم بالصواب

✏Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

📲💻www. aajkasawal.Page.tl

*Subscribe Our Youtube Channel*
Www.youtube.com/BayanatPost

*Download Our Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...