Monday, July 24, 2017

KISI KE NAAM PAR MAKAAN KHARIDNA

*KISI KE NAAM PAR MAKAAN KHARIDNA*

⭕🏠AAJ KA SAWAL NO.1082⭕

Bada Beta baap ke saath tijarat me saath deta hai aur baap koi makaan khareede aur us ka dastawez bade bete ke naam par banaye aur baap ka intiqal ho jaye to woh makan kis ka shumar hoga us makaan me se dusre bhai bahnon ko hissah milega?

⭕AAJ KA JAWAB⭕

Baap ne makaan kharida tha isliye asal khareednewala to baap hai bete ke naam par kisi maslihat se sirf dastawez banaa dene se beta maalik nahin hoga jab tak us ko hiba-bakhshish kar ke us ko maalik na banaye.

Lihaza baap ke intikaal ke baad dusre bhai bahnon ko bhi us me se hissah milega

📗MAHMOODUL FATAWA 16/39

✏IMRAN ISMAIL MEMON USTAZE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA

📲Www.aajkasawal.page.tl

*Subscribe Our Youtube Channel*
Www.youtube.com/BayanatPost

*Download Our Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...