Monday, July 31, 2017

QUR'AN KI TARAF PAIR  FAILANE KI SURAT

*QUR'AN KI TARAF PAIR  FAILANE KI SURAT*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1089⭕

Almari ki upar ke khane (drawer) me Qur'an e majeed rakha huva ho to uski taraf pawun failana ya pith karna jaiz hai ya nahin?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Pawun failane ya pith karne ki surat me pawun ya pith ki sidh-muqabil me Qur'an shareef na aata ho to us taraf pawun failana ya pith karna jaiz hai agar sidh -muqabil me aata ho to jaiz nahin.

📗AHSANUL FATAWA 8/22 BA HAWALA
📘AALAMGIRI 5/322

و الله اعلم بالصواب

✏Mufti Imran Ismail Memon

🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

📲💻www. aajkasawal.Page.tl

*Subscribe Our Youtube Channel*
http://Www.youtube.com/BayanatPost

*Download Our Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...