Sunday, June 17, 2018

SHAWWAL KE ROZAH KE SAATH NAFAL ROZAH KI NIYYAT

*SHAWWAL KE ROZAH KE SAATH NAFAL ROZAH KI NIYYAT*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1390⭕

Mera peer jumearat ko aur ayyame beej 13,14,15 islami tarikh ko rozah rakhne ka Ma'amul hai to kya me in rozon ke saath shawwal ke 6 rozah ya'ani shash eid ke rozon ki niyyat kar sakta hun?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Ji, nafal rozon ke saath dusre in nafal rozon ki niyyat bhi kar sakte hain.

Ba'az ulama ke kehne ke mutabik dono ki Fazilat aur sawab milega Insha'Allah

📗KITABUN NAWAZIL 6/396

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti

🕌 Ustad e Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...