Friday, June 15, 2018

SHASH EID KE ROZE KAISE RAKHE?

*SHASH EID KE ROZE KAISE RAKHE?*

⭕AAJ KA SAWAL NO. 1388⭕

Shash eid ke 6 roze kab rakhna aur kab shurua karna chahiye?

6 lagaatar rakhna zaruri  hai ya alag alag bhi rakh sakte hain?

🔵JAWAB🔵

حامد و مصلیا و مسلما

Pure shawwal ke mahine me kabhi bhi rakh sakte hain.

Alag alag-faslah kar ke rakhna behtar hai, musalsal lagaataar rakhna bhi makrooh nahin.

📗Fatawa Darul Uloom 6/491 bahawala Shami

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.

🕌Ustaad e Darul Uloom, Rampura, Surat, Gujrat, India.

📲💻
https://aajkasawal.page.tl/ROZA_RAMZAN.htm

http://www.aajkasawal.page.tl

http://www.aajkasawalgujarati.page.tl

http://www.aajkasawalhindi.page.tl

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...