*IQAMAT KAHAN SE AUR KON DENA*
⭕AAJ KA SAWAL NO.⭕
Namaz ki iqamat kehna kya imam ke bilkul pichhe hi se dena zaroori hai aaj kal us ke liye muezzin ya tasty wahin hamesha ki jaga rokne musalla bichha dete hai aesa karna saheeh hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Iqamat kisi bhi saf me se aur kahin se bhi keh sakte hai us ko imam ke bilkul pichhe ya imam ke dayen ya bayen se hi se kehne ke liye is tarah hamesha ke liye musalla bichha kar jaga tay kar dena saheeh nahi.
و الله اعلم بالصواب
📗 KITABUL MASAIL SE 1/263 SE MAKHOOZ BAHAWALA
📘FATAWA MAHMOODIYAH
5/465
✏Mufti Imran Ismail Memon hanfi
🕌Ustaad e daarul uloom
Rampura surat, Gujarat, India
📲💻www. aajkasawal.Page.tl
Subcaribe Our Channel Www.youtube.com/Bayanatpost
Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment