*AZAAN KE BAAD MASJID SE NIKALNA*
⭕AAJ KA SAWAL NO.1264⭕
Azaan ho jane ke baad masjid se nikalna kaisa hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Agar aise imam ya muazzin hain ke un ke bagair koi azaan dene wala ya namaz padhanewala na ho to unko nikalne ki ijazat hai warna masjid se nikalna durust nahin makrooh hai,
Haan aisi koi zarurat ho jo masjid me puri nahin ho sakti to us zarurat ko pura kar ke wapas usi masjid me aane ke iradah se nikalna durust hai.
و الله اعلم بالصواب
📗FATAWA MAHMOODIYAH. 5 /393 DABHEL
📕HADEES KEISLAHI MAZAMEEN 14/419
✏Mufti Imran Ismail Memon hanfi chishti
🕌Ustaad e daarul uloom
Rampura surat, Gujarat, India
📲💻www. aajkasawal.Page.tl
No comments:
Post a Comment