Wednesday, August 2, 2017

JANI HUQOOQ MUAAF KARAANE KA TAREEQAH

*JANI HUQOOQ MUAAF KARAANE KA TAREEQAH*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1091⭕

Agar kisi ki gibat ki ho,ya kisi ki beizzaati ki ya takleef pahonchai ho aesa koi zulm kiya ho aur us mazloom ka intiqal ho gaya ho ya laapata ho gaya ho to is haq ko muaaf karaane ka kiya tareeqah hai?

🔵JAWAB🔵

us ka tareeqah ye hai ke us ke haq me duaa karo,namaz quraan parh kar us ko bakhsho aur umar bhar us ke liye duaa karte raho.

📗HUQOOQUL IBAAD SAFA 56 BAHAWALA ANFAASE EISAA 2/423

📝IMRAN ISMAIL MEMON HANFI GUFIRA LAHOO
MUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA

http://www.aajkasawal.page.tl

*Subscribe Our Youtube Channel*
Www.youtube.com/BayanatPost

*Updates Our Download Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...