*Chand aadmi ka ek ki taraf se nafli qurbani karna*
⭕sawal no.1108⭕
Ek se zaid aadmi milkar Huzoor ﷺ ki taraf se ya apne marhoom rishtedar ki taraf se qurbani karen to qurbani sab ki taraf se sahih hogi ke nahin ba hawala jawab den
🔵Jawab🔵
Haan ek se zaid aadmi Huzoor ﷺ ya Rishtedar marhoom ki taraf se qurbani karen to istihsanan (khilafe qiyas maslihatan) nafli isale sawab ki niyyat se qurbani sahih ho jayegi.
📕Fatawa mahmoodiyah dabhel 17/326 bahawala durre mukhtar
📗Fatawa raheemiyyah darul isha'at 10/57
📘Kitabun nawazil 14/527 se 529
وان مات احدالسبعة وقال الورثة اذبحوا عنه وعنكم صح عن الكل استحسانا لقصد القربة من القربة . شامي جلد 6/326کتاب الاضحیہ سعید
و الله اعلم بالصواب
✏Mufti Imran Ismail Me; mon
🕌Ustaad e daarul uloom
Rampura surat, Gujarat, India
📲💻www. aajkasawal.Page.tl
*Subscribe Our Youtube Channel*
Www.youtube.com/BayanatPost
*Download Our Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group
No comments:
Post a Comment