Thursday, August 10, 2017

Ek qurbani sab ki taraf se nahin hoti

*Ek qurbani sab ki taraf se nahin hoti*

⭕AAJ KA SAWAL NO. 1099⭕

Ghar ke ek aadmi ki taraf se qurbani kare to sab ki taraf se qurbani adaa ho jayegi yaa nahin?
 
🔵aaj ka Jawab🔵

Jis ke zimme qurbani wajib hai woh apni taraf se qurbani kare, aur yeh samajhna ke ek bakra qurbani kar dene se poore ghar ka wajib adaa ho jayega yeh sahih nahin. jis jis ke zimme qurbani wajib hogi usko apni alag qurbani karna zaruri hoga.
 
📗Fatawa mahmudiya bi farq 17/312)

✏mufti Imran ismail memon

🕌Ustaze Darul Uloom Rampura surat gujrat india

📲http://aajkasawal.Page.tl

*Subscribe Our Youtube Channel*
Www.youtube.com/BayanatPost

*Download Our Android App*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...