Tuesday, April 11, 2017

TALAAQ DENE KA IKHTYAR AURTON KO

*TALAAQ DENE KA IKHTYAR AURTON KO*

⭕AAJ KA SAWAL NO.977⭕
Kya Islam me Talaaq dene ka ikhttyar aurton ko bhi mil sakta hai?

🔵 AAJ KA JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما
 
Haan talaaq dene ka ikhtiyar mard ki jaanib se aurat ko bhi mil sakta hai usko “TAFWEEZ” Kehte hain ya'ani shauhar apni bivi ko kahe ke “Tujhe apni zaat per Jab chahe tab Talaaq Waqea karne ka ikhtyar hai” is keh dene se Bivi ko bhi apni zaat per Talaaq waqea karne ka ikhtiyar mil jayega.

📕FATAWA ZAKARIYA 4/189

📘BAHAWA BADAIYUS SANAIA 3/113,115 SE MAKHOOZ.

و اللہ اعلم

📝 Mufti Imran Ismail Memon.

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india

📱💻http://www.aajkasawal.page.tl

📱Telegram.me/Aajkasawal

📱https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...