Monday, April 3, 2017

RISHWAT KI TA'REEF

*RISHWAT KI TA'REEF*

⭕AAJ KA SAWAL NO.969⭕

Shareeat me Rushwat kise kehte hai?

🔵 AAJ KA JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما
 
Rishwat yani woh mall jo apne muwafiq fesla karane ke liye diya jaye.
yani jis kaam ka karna us ke zimme wajib hai,us ke karne par muaawazah lena ya jis kam ka chhodna us ke zimme lazim hai us ke karne par muaawazah lena riahwat hai.

📘JIDEED MUAAMALAT KE SHAREE AHKAAM 1/177
BA HAWALA.

📗DASTOORUL ULAMAA 2/136

و اللہ اعلم
📝 Mufti Imran Ismail Memon.

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india

📱💻http://www.aajkasawal.page.tl

📱Telegram.me/Aajkasawal

📱https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...