HAZRAT AISHA RADEEYALLAHU ANHALT SECHHOTI UMAR ME NIKAH KARNE KE AETRAZ KA JAWABHazrat aisha r.a ka jab nikha huwa to uss waqat unn ke umar mubarik 6 sall thi.Aur rukhsati 9 saal ki umr me huwi.Iss kam sani ki shadi ki asal wajha nabuwat aur khilafat ke darmiyan taluk ki mazbuti the , kyun k nabi karim ke baad khilafat ka silsila allah ne hazat abu baker se chalana tha aur iss kam umari ke wajha se allah(swt) ne app sunnat bi sakhni thi aur khilafat ko nabi ke ghar se bi jorna maqsood tha.Arab ki garam (hot) abo hawa insani badan ke development mein important role adda karti hai aur doosri baat yeh keh jis tarah allah (swt) kuch loogon ko kado kamat (height) umar aur brain power ability dosray logon se badh kar data hai Allah to buhat bara hai agar woh kisi baat ka hikum de to woh ho jati hai.Lakin woh log nahi mante jin ke dillon pe muhar laga di giye hai.allah(swt)quran main irshad karta hai k~Allah ne in k diloon aur un k kanoo per moharlaga de hai aur un ki ankhoon pe parda par gayia hai woh sakht azab k mustahiq hainBaharhal iss kam sani mein hi hazrat aysha ko apni zojiat mein kabool kerna ke bachpan se hi allah ne hazarat aisha main nashu namah (growth) ki ability rakhi thi.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment