Monday, December 28, 2015

BAAL & NAKHUN KAATNE KA HUKM

BAAL & NAKHUN KAATNE KA HUKMSAWALZIL HIJJAH KE CHAND HONE KE BAAD BAAL AUR NAKHOON KAATNA KESA HAI? IS KI KIYAA MASLIHAT WA HIKMAT HAI?JAWABZIL HIJJAH KE CHAND HONE KE BAAD JIS KE ZIMME QURBAANI HO USE BAAL AUR NAAKHOON EID KI NAMAAZAUR US KI QURBAANI HONE TAK NA KAATNA MUSTAHAB HAI.TAAKE QURBAANI KA JANWAR US KE HAR HAR JUZ-HISSAH KA BADAL AUR FIDYAH HO JAYE AUR ALLAH TAALA KI RAHMAT SE US ADMI KE JISM KA KOI HISSAH MAHROOM NA RAHE JIN LOGON KE ZIMME QURBAANI NAHI WOH BHI QURBAANI KARNEWALON KI AUR HAJ KE HAJJYON KI MUSHAABAHAT IKHTIYAAR KARENGE TO WOH BHI INSHAA ALLAH RAHMAT SE MAHROOM NA RAHENGE LEKEEN KOI APNE BAAL AUR NAKHOON KATEGA TO NA GUNEGAAR HOGA NA QURBAANI ME KOI KHARAABI AAYEGI IS PAR WAJIB KI TARAH AMAL KARNA AUR AESA NA KARNE WALON KO TOKNA SAHEEH NAHI JO CHEEZ JIS DARJE ME SABIT HO US KO USEE DARJE ME RAKHNA CHAHIYE.MIRQAATUL MAFAATEEH 3/306MASAAILE QURBAANI , ISLAAHEE KHUTBAAT SE MAKHOOZIMRAN ISMAIL MEMON HANFI GUFIRA LAHOOMUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURASURAT GUJRAT INDIA

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...