GUSAL KE MASAIL AUR SUNNATBAGAIR NIYYAT KE GUSAL KARNA KAISA HE?JawabWuzu aur gusal bagiar niyyat ke moatabar honge, kyuki hamare imam abu hanifa rh. Ke nazdeek niyyat farz nahin balke sunnat aur mustahab he.Lihaza bagair niyaat ke gusal aur wuzu kiya gaya to ada ho jaega.Masaile gusal safa - 20.SAWALGUSAL KHANE ME JAANE AUR NIKALNE KA MASNOON TARIQA KYA HE ?jawabGusal khana (bathroom) me aam taur per safai nahi hoti isliye baitulkhala ki tarah gusalkhane me dakhil hote waqt pehle baya pair andar rakhe aur nikalte waqt pehle daya pair nikale.Gusal se pehle bismillah parhna masnoon helekin bismillah agar nange nahana ho to kapde utarne se pehle parhe.Gusal khane me dakhil hone se pehle parhe aur farig hone ke baad gusal khane se baaharnikalkar wuzu ke baad wali dua parhe.Ahsanul fatawa 2/37
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment