MUSAFHA AUR MUAANAQAH KAB KARE?JAWABjab bhi musalman bhai se mulaqat ho sab se pehle use salam kare fir musafahaa kare pehal karne wale par allah ki 90 rahmate utarti hai aur dusre par 10 aur juda hone se pehle allah taala dono ki magfirat farma dete hain (mazahire haq) musafahaa salam ka takmilah hai yani us se salam mukammal hota hai aur salam ke baad karna chahiyeEid ke din namaz ke baad masjid me musafahaa shiyon ki mushabahat ki wajha semanaa hai masjid ke bahar agar mulaqat na hui ho to mulaqat ki niyyat se musafaa kare.eid ki khas sunnat aur tareeqah samjh kar na kareAur muaanaqah safar se aane ke baad ya pehli baar mulaqat ho rahi ho to muaanaqah karna chahiye eid ki makhsoos rasm samjhkar muaanaqah na kareMulla ali qari Rahmatullahi alayhi likha hai fir bhi koi musafeh ke liye hath barhaye to hath na khinche hath khinchne me us ki zillat hogi aur use taklif pahonchegi aur ye haraam hai us waqt musaafa kar le fir piyar muhabbat se samjha de garz nafrat ka mahol paida ho aesikoi surat ikhtiyar na kare.Ham aehle sunnat wa jamaat hain jo ibadat huzoor SALALLAHU ALAIHI WASALLAM aur sahaba RADEEYALLAHU ANHUM aur tabieenaur tabe tabieen Rahmatullahi alayhi jis tarah jis darje me sabit hogi usee tarah ham amal karenge to hi sunnat ada hogi aur sawab milega apni taraf se zarabarabar kami beshi hamare akabireen ko gawara nahi hai aur yahi sirate mustaqeem sidha aur najat ka rasta hai.masaile adabo mulaqat 83 se 86
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment