Monday, December 28, 2015

SHABE BARAAT KE ROZE KI KIYA FAZEELAT HAI..??

SHABE BARAAT KE ROZE KI KIYA FAZEELAT HAI..??JawabHuzoor salallahu alayhi wasallam ne farmaya is maheene me is saal ke tamam wafat panewalon ka fesla likh diya jata hai. me chahta hun jab mere wafat ka fesla likh diyz jaye to me roze se hun.(bayhaqee)Hazrat aaisha radeeyallahu anha se marwee hai ke likha jana to 15 wee raat ko ho jata hai aur raat ke waqt roza nahi huwa karta to ab ye matlab hai ke allah taala roze ki barkat raatko likhne waqt hata - khinch lata hai aur ye bhi aehtimal hai ke likhna din ke waqt hota hoaur farishte ko register ki supurdagi raat ke waqt hoti ho.{ma sabat minas sunnah safa 198}****************************************************

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...