Monday, December 28, 2015

Huzoor SALALLAHU ALAIHI WASALLAM Kin cheezon se Iftar fasrmate aur kin cheezon Iftar karna makrooh hai

Huzoor SALALLAHU ALAIHI WASALLAM Kin cheezon se Iftar fasrmate aur kin cheezon Iftar karna makrooh hai?JAWABAap aag se paki hui chizo se iftaar shuru na FarmateHazrat Anas rd. Farmate hai keAap sallallahu alaihi wasallam Khajoor se iftaar Farmate Ya Fir aesi chiz se Jo aag se paki hui na ho Maslan Paani dudh chhuhare Wagera○musnade abi Yaala○majmuaa/185○sabilhudaa/8/415○targeeb/1420Paki hui chiz se go iftaar karna jaaiz hai Par Sunnat ke khilaaf haiAap khajoor dudh pani se iftaar Ka aagaz karteArbaabe Tahqeeq ne Bataan kiya hai keKhususan garmi ke zamane me Na khane aurpine ki wajah se jigar me khushki peda hoti hai Is liye Behtar ye hai ke pani ke chand ghunt se jigar ko tar kar liyaa jayeTab pet me koi gizaa dali jaaye

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...