Monday, December 28, 2015

ROZE KI HALAT ME BARISH, BARAF KA QATRA HALAQ ME CHALA GAYA YA KULLI KARTE WAQT PANI HALAQ ME CHALA GAYAYA AANSU AUR PASEENE KE QATRE ITNI ZIYADA MIQDAR ME THEN KE SAARE MUH ME USKI NAMKINIYAT-KHAREPAN KA AEHSAS HONE LAGA TO ROZE KA KIYA HUKM HE.?

ROZE KI HALAT ME BARISH, BARAF KA QATRA HALAQ ME CHALA GAYA YA KULLI KARTE WAQT PANI HALAQ ME CHALA GAYAYA AANSU AUR PASEENE KE QATRE ITNI ZIYADA MIQDAR ME THEN KE SAARE MUH ME USKI NAMKINIYAT-KHAREPAN KA AEHSAS HONE LAGA TO ROZE KA KIYA HUKM HE.?KAM MIQDAR KA HUKM BHI BATA DENJAWABIN TINO SURTO ME ROZA RAKHNA YAAD THA AUR YE CHEEZEN HALAQ ME BHI MAHSOOS HUI TO ROZA FASID HO JAYEGA.KIYUN KE IS SE BACHNA MUMKIN THA CHAHE JAN BUJHAKAR HO YA ANJANE ME HO.HAN BARISH,ANSU AUR PASEENE KE DO QATRE MUNH ME CHALE JAYE TO US SE BACHNA MUSHKIL HAI LIHAZA IS ME QAZA BHI VAJIB NAHI YANI ROZA BHI NA TOOTEGA.(FIQHI ZAWABIT JILD 1 SAFA 127.MASAILE RAMAZAN SAFA 98 )

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...