TALAQ KAB DENA CHAHIYE?SAWALMiya bivi me jhagda ho aur bivi na farmaani karti ho to sharan kyaa karna chahiye kiya us wawt Talaq deni chahiye?JAWABTalaq allah ko intihaaee naa pasand haitalaq dene Se allah ko gussa aata hai allah taala Ka arsh hil jata hai.lihazaTalaq dene se pehle quraane kareem ne char step-darje bataye hai. bivi se kisi baat me jhagda ho aur woh nafarmani kare to1.pehle use pyar muhabbat se samjhaye, naseehat kare Fir bhi na mane to2.us ka bistar ghar hee me alag kar de Fir bhi na mane to akhree darja3.use halki maar mare jis se nishan baqi Na rahe haddee na tute lekeen mamoolee galtee par na mare galtee badee ho to hee dono tadbeer ikhtiyar karne Ke baad akheer me maareagar maan jaye to us se koi ikhtilafi baat Na kare use qusoorwar na thehraye purani baaton ko bhul jaye.Is se bhi qabu me na aaye to4.miyan bivi dono khandano Ke reshtedaron me se ek ek insaf se fesla karnewale shakhs dono miya bivi kee shikayaton ko sune aur ahwal kee tahqeeq kare aur dono ko samjhane kee suleh karane ki koshish kare agar dono me ikhlas hai kisi ko nicha dikhana apne ko uncha dikhana maqsood na ho to allah ka wada hai Kewoh suleh kara denge.Is se bhi muaamala na suljhe to ab akheer me talaq de den jis ka saheeh tareeqah kal pesh Kiya jayegasurah e Nisaa 35,35 maa tafseere usmani
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
talaq ek saal se pehly di ja skti hai ?
ReplyDeletetalaq ek saal se pehly di ja skti hai ?
ReplyDelete