Monday, December 28, 2015

SAFAR KI HALAT ME ROZA RAKHNA AFZAL HE YA NA RAKHNA AFZAL HE.

SAFAR KI HALAT ME ROZA RAKHNA AFZAL HE YA NA RAKHNA AFZAL HE.?JAWABJO AADMI APNE SHAHAR YA GANV KI SARHAD-BORDER SE SAVA SATTTAR (77.25)KILO MITAR KE SAFAR KA IRADA KARKE NIKLE VAH SHARAN MUSAFIR HE AUR MUSAFIR KO     SAFAR KI HALAT ME ROZA RAKHANE AUR NA RAKHANE DONO KI IJAZAT HE.AGAR ROZA RAKHANE ME TAKLEEF AUR KAMZORIKA ANDESHAA HO YA SATHIYON KO TAKLEEF AUR PARESHANI HOTI HO TO ROZA NA RAKHANA AFZAL HE.GHAR PAHONCHA KAR QAZA KARLE.AUR AGAR KAMZORI AUR TAKLEEF KA DAR NA HO TO ROZA RAKHANA AFZAL HE. ( FATAWA RAHIMIYA JILD 4 SAFA 56.FATAWA DINIYYA GUJRATI)

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...