Monday, December 28, 2015

QURBANI KIS PAR WAJIB?

QURBANI KIS PAR WAJIB?Har musalman aqil balig mard wa auratjis ke paas qurbani ke din 10,11,12, zil hajjah me nisaab ke baqadr ka maalikho qurbani wajib hai.Nisaab: 52.5 (saade bavan tola), 612 gram 35 mili gram chaandi (silver)ya uski aaj 7/9/2015 ko us ki qeemat 20600 rs.ka koi bhi maal,saaman qarzaho to ada karne ke baad bachta hoYa thoda thoda sona, chaandi, cash rupiye, zarurat se ziyada saaman, tijarataur gaire tijarat ka maal.... in chizon mese kisi bhi do chiz ko milaya jaye to uski qeemat saade baavan tola chaandiya 20600 rs.ko pahuch jaye tab bhi qurbani wajib hai.Maslan kisi ke paas 1 tola sona hai ahr 50 rs. Cash hai to in dono ki qeemat 52.5 tola chaandi se bhi ziyada hogi, lihaza qurbani wajib hogi,(aajkal bahut see aurton ke paas itna to hota hee hai)haan sirf sona hi ho, sath me kisi qism ka maal bilkul na ho to 7.5 tole se kam ho e ki soorat me qurbani wajib nahi haiMASAILE QURBANIAHSANUL FATAWA SE MAKHOOZIMRAN ISMAIL MEMON HANFI GUFIRA LAHOOMUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURASURAT GUJRAT INDIA

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...