JANAZE KO KANDHA DETE WAQT KIYA KARNA CHAHIYE?1. SIRF KALMA-e-SHAHADAT KO AAWAZ SEPADHE2. BULAND AAWAZ SE ZIKR KARE3. KALIMA-e-TAYYIBA AAWAZ SE PADHE4. KOI BHI ZIKR AAHISTAH SE KAREJAWAABJANAZAH KE SAATH JAHRAN KALIMA TAYYABA PARHNA BIDAT HAI.[ AHSANUL FATAWA 1/338 ][ FATAWA MAHMOODIYAH 2/401][ ALAMGEERI 1/104 ]JANAAZAH KE SAATH AHISTA ZIKR KI IJAAZAT HAI,,ZOR SE PARHNE KI IJAAZAT NAHI MAKROOH HAI,IS NE RIYAKARI KA BHI ANDESHA HAIJANAZAH KE SATH DIL DIL MAI ALLAH KA ZIKR KIYA JAYE JAHRAN-ZOR SE { LOUDLY} ZIKR KARNA MAKROOH HAI,....CHALTE CHALTE TANHA TANHA ZIKR KARNE MAI HARAJ NAHI.FATAWA RAHEEMIYA 6/194SHAMEE 1/838, BAHRRURAIQ 2/192JANAZAH KO KHAMOSHI KE SAATH LE JAANE KA HUKM HAI HADEES MAI HAI KE JANAZA LE JAATE WAQT KHAMOSHI IKHTIYAAR KARNA ALLAAH KO PASANDEEDAH HAI.FATAWA RAHEEMIYA 8/185JANAZAH KE SATH CHALNE WALO KO KHAMOSH RAHNA LAAZIM HAI, AUR BULAND AAWAZ SE ZIKR KARNA YAA QURAAN KI TILAAWAT KARNA MAKROOHHAI AUR AGAR KOI SHAKHS ZIKR KARNACHAHE TO DIL MAI ZIKR KARE.SHARHE TAHAWEE1/162FUQAHA NE JANAZAH KE SAATH ZOR SEZIKR KARNE KO MAKROOH TAHREEMI QARAAR DIYA HAIAL BAHRURRAAIQ MAI HAI KE JANAZAH KE SAATH CHALNE WALO KE LIYE MUNAASIB HAI TAWEEL KHAMOSHI IKHTIYAAR KARE ZIKRA, QIRAATE QURAAN WAGHAIRAH KARTE HUWE AAWAZ BULAND KARNA MAKROOH HAI AUR MAKKROOH SE MURAAD MAKROOHETAHREEMI HAIKITAABUL FATAWA 3/188ALLAH TAALA HAME APNI RAZA WAALI MAUT NASEEB FARMAYE..AUR NAAGIHAANI MAUT SE HIFAAZAT FARMAYE.AAMEEN
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment