?SAWAL?Eid ke din mubarak baadi dete waqt ya Eid ke din khastaur par musafahaa karna kesa hai ?♻JAWAB♻>Musafah to mulaqat ke shurooh me salam aur Us ke jawab ke baad masnoon hai,>namaz ke baad musafah rawafiz-shiyon ka tareeqah hai,>kisi bhi namaz ke baad ya khas eid ke din sahaba rd. musafah nahi kiya karte the,>logon ne musafah eid ka ek amal samajh liya hai isliye bidat aur makrooh hai>mulaqat ke baad eid ki mubarak badi zaban se dena mustahab hai, is ke liye musafaa shart nahi>lekeen aaj kal log sath sath namaz padhte Hai(ek ghar me rehte hai,ek hee gaadi me aaye the, ek saath aaye the)namaz ke salam ke baad ek dusre ko dekhte bhi hai, khutba sunte hai aur us ke baad jab khade hote hai to musafah aur muaanaqah karte hai ye kon sa mavqah hai!! *Fatawa raheemiyah jadeed puree tafseelee bahas 10/122 se 126 ka khulasahIMRAN ISMAIL MEMON HANFI GUFIRA LAHOOMUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? 🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
🏏 *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? 🔵 An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment