Monday, December 28, 2015

Agar zakat ki raqam se makan kiraye [rent] per len our wo makan garibo ko rehne den yani tameer me zakat ke paise istemal kar sakte hen..??

Agar zakat ki raqam se makan kiraye [rent] per len our wo makan garibo ko rehne den yani tameer me zakat ke paise istemal kar sakte hen..??JawabIs tarah zakat ke paiso se zameen kharidna ya makan tameer karna durust nahi, zakat adaa nahi hogi,Zakat ki adaygi ke liye mustahiq ko maalik banana shart he our wo yahan nahi payi jarahi hai.(mustafad...fatawa rahimiya jadeed 4,40 bahawalatahttawi)

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...