Monday, December 28, 2015

Bidat Ki Qismen

ANWARI SAATIAA SAFA 33.BIDAT KI QISMEN1.BIDATE HASANAH2.BIDATE SAIYYEHHAZRAT IMAM SHAFIEE RAHMATULLAHI ALAYHI FARMATE HAI KE BIDAT KI DO QISME HAI EK WOH BIDAT JO KITAB, SUNNAT, YA IJMAA YA KISI SAHABEE KE ASAR (BAAT) KE MUKHALIF HO AESEE BIDAT GUMRAHI (BIDATE SAIYYEH) HAI AURJO UN ME SE KISI KE MUKHALIF NA HO TO AESEE BIDAT KABHI ACHCHHI (HASANAH) HOTI HAI JESE HAZRAT UMAR KA QAUL YE (20 RAKAT TARAWEEH) KIYA ACHCHHI BIDAT HAI (KISI BHI SAHABI SE SABIT NAYI CHEEZ LUGAT-DICTIONAY KE AITIBAR SE BIDAT HAI HAQEEQATAN BIDAT NAHI)MUWAFIQATU SAREEHUL MA'AQOOL.. ALAAMIHAJIS SUNNA 2/128DONO FAREEQ KI MAANI HUI KITAB (FATAWA JAMIUR RIWAAYAAT WAL JUNNAH SAFA 60) YANI NISABUL FIQAH MEHAI KE BIDATE HASANAH WOH HAI JIS KO HAZRATE MUJAHIDEEN (JESE CHARON MASLAK KE ULAMAA IMAM ABU HANEEF RH. IMAM SHAFEE RH.WAGAIRAH) BIDATE HASANAH QARAR DIYA HO AGAR KOI AUR SHAKHS IS ZAMANE ME KISEE CHEEZ KO BIDATE HASANAH QARAR DEGA TO WOH HAQ KE KHILAF HAI KIYUN KE MUSAFFA MEHAI KE HAMARE ZAMANE ME HAR BIDAT GUMRAHEE HAI.{MUFTI}IMRAN ISMAIL MEMON GUFIRA LAHOOMUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...