JHANDE KE AAGE JHUKNAASAWAL15TH AUGUST AUR 26TH JAN. KO JHANDAA BALAND KIYA JAATA HE IS MAWQE PAR MUSLIM SHURAKA BHEE HAATH UTHAAKR JHANDE KO SALAAMI PESH KARTE HE AUR JHANDE KE AAGE JHUKTE HEUSKA SHAREE HUKM KYA HE?JAWAABJHANDAA LEHRANA AUR SALSMI DENA DURUST HE EK SIYASI AUR FAUJEE AMAL HAI AUR AHL E ILM NE USKO JAAIZ QARAAR DIYA HEALBATTA US MAWQE SE AISA KOI AMAL KARNA JIS SE JHANDE KEE GAIR MAAMULEE[EXTRA ORDINARY] TAAZIM [RESPECT] ZAAHIR HOTEE HOJAISE DONO HAATH JODNA YA JHUKNAA JAAIZ NAHEEISLAMEE POINT OF VIEW SE KISEE BHEE MAKHLOOQ KE SATH IS TARH KEE TAAZEEM KA SULOOK SAHEEH NAHEEHAZRAT ANAS RADEEYALLAHU ANHU. SE RIWAYAT HE KE EK SHAKHS NE AAKAR ALLAH KE RASULSALLALAHU ALAYHI WA SALLAMSE SAWAL KIYA KE HAM ME SE KOI SHAKHS APNE DOST YA BHAI SE MILTE HUE USKE LIYE JHUK SAKTA HEAAP NE FARMAAYANAHEEEMAALUM HUA KE IS TARH KEE TAAZEEM GAIRULLAAH KE LIYE DURUST NAHEE.HAZRAT MUFTI KIFAYATULLAH SAHAB RAHMATULLAHI ALAYHI FARMATE HAIN"JHANDE KO SALAAMEE DE SAKTE HAI ISLAMI HUKOOMATON ME BHI HOTA HAI US ME TAAZEEM KA SHUBAH HO TO US ME ISLAAH HO SAKTI HAI.(IS TARAH KE SAR BULAND KAR KE SEENAH TAAN KAR SALAMI DEE JAYE) LIHAZA IS KO MUTLAQAN MUSHRIKANAH AMAL QARAAR DENA SAHEEH NAHI.IMRAN ISMAIL MEMON HANFI GUFIRA LAHOOMUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURASURAT GUJRAT INDIAKITABUL FATAWA 1/281FATAWA RAHEEMIYAH.KARANCHI 10/180Roman transfer mufti Abdul qayyum Ajmeri surat Rander
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment