Thursday, February 15, 2018

TABLEEG AFZAL YA TALEEM

*TABLEEG AFZAL YA TALEEM*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1266⭕

Kya tableeg kaam taleeme ilme deen (naazrah quraan hi kyun na ho) kya Afzal hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما
Ye khayal usooĺe tableeg ke bhi khilaf hai yani ilm chhod kar tableeg me jana galat hai albattah chhotti aur fareeg awqat me jana behtar hai han kisi ustaz ko mujahadah ki mashq ke liye ya kisi aur maslihat ki wajha se kabhi tableeg ke liye bheja jaye istarah ke us ke mutalliq taleem me bhi haraj-nuqsan na ho to dusri baat hai.

و الله اعلم بالصواب
📗HAQEEQAT TABLEEG SAFA 71
HAZ.FAQEEHUL UMMAT MUFTI MAHMOOD HASAN GANGOHI RAHMATULLAH ALAYHE KE IFAADAAT

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...