*BILA WAJAH BAAP KA JAMAAT ME JANE SE ROKNA*
⭕AAJ KA SAWAL NO.1271⭕
A.
Agar baap ke upar kharch ka bojh na pade ya'ani zaid kharch de de aur baap fir bhi ijazat na de to kya bila ijazat jamaat me ja sakte hain?
B.
Muhtaj Baap ko kharch dene ke liye ya jamaat ke safar ke liye qarza lena jaiz hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما.
A.
Agar baap bila wajah tableegi jamaat me jaane se roke to uski itaat lazim nahin jaise ke ilm e deen hasil karne se rokne me uski ita'at lazim nahin.
B.
Agar qarze ki adaygi ka intizam ho sakta ho to jis tarah dusri zaruriyat ke liye qarza lena jaiz hai isee tarah tableegi kaam ke liye bhi qarza lena jaiz hai.
📗HAQIQAT E TABLEEG SAFA 88
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.
🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.
📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl
Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua
No comments:
Post a Comment