Saturday, February 3, 2018

BAAL BARHANE KI NIYYAT SE AURTON KA BAAL KATVANA*

*BAAL BARHANE KI NIYYAT SE AURTON KA BAAL KATVANA*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1254⭕

Mere baal barhte nahin hain aur choti akhir me kinare par baaal fat kar do baal ho gaye hain,

Ba'az aurto ne mashwarah diya ke choti ke akhir se baal katogi to barhna shurooa ho jayenge to kya barhane ki niyyat se kaat sakti hun?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Agar baal ki itni lambayi (length) ho chuke hain jitni hamare muaashrah samaaj me lambe baalon me shumar (ginti) me aa jate hain to mazeed barhane ke liye kaatne ki ijazat na hogi.

📗FATAWA RAHIMIYAH 10/120

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...