SAWALIslam me jis tarah mari huwi machhli khane ki ijazat hai us tarah mara huwa janwar khaneki ijazat kyun nahi ?YaJis tarah mara huwa jaanwar khane ki islam me ijazat Nahi hai us tafah mari huwi machhli khane ki ijazat kyun hai ?AL JAWABSabse pehle,ye samjh lo ke ye allah ka hukm haiAllah jo karta hai us par sawal nahi kiya jaata,Allah haqeeqee malik hai malik apni mamlook-makhlooq ke bare har qism ka tasarruf karne aur karwane ka ikhtyar haiAllah farmate hai jiska matlab hai "Allah ke baare me koi puchhtaachh mat karojo wo karta hai. Lekin unke baare (logon ke bare) me puchha jayega.(quran 21:23 )To Allah ne jo qanoon banaya hai insaan ko use maanna padega.Aur Allah wajha janne ko laazmi nahi banata jo hum jaante ho ya na jaante ho.amal karoWaaqai ye saheeh hadis me hai ke machhli khane ke liye halaal hai.Nabi SALALLAHU ALAIHI WASALLAM ne farmaya-do mare huwe jaanwar khane ke liye halaal hai-wo machhli aur teeddi hai.musnade, Ahmed, Ibne MajahHaalanke iski halaal hone ki vajah jaanne ki ijazat hai,aur isko zabah na karne ki ye wajah hai ke mari hui machhli pure (shudhh-paak) hoti haikyuki usme behta khoon nahi hai.Ghar me paale jaane wale jaanwar ya dusre jaanwar ko zabah karna padta hai, islamic shariyat ke mutaabiq, taaki wo halaal ho khane ke liye, isliye ke un me bahnewala khoon hai.jo napaak haiJaanwar impure (ashudhh) hote hai kyu ki unme mar jaane ke baad bhi khoon rehta hai.balke khoon aur us ke becteriya pure gosht me fel jate hai Isliye islamic shariyat kemutabiq wo (jab wo zinda hote hai ) zabah kare bagair pure (shudhh-paak) nahi hote.Ibnul qayyim ne farmaya-mare huwe jaanwar ko khana manaa farmayakyuki usme behta paani, paakhana aur nuksandeh khoon hota hai.Is tarah se zabah karne ki ye wajah hai ki use khane ke liye halaal kiya jaay kyuki isse khoon door ho jaata hai.Is maut (halal kiya hua) manaa nahi hai kyuki ye maut halal karne (katne, zabah karne) se hoti hai.Jabki use usi tarah se zabah kiya jaata hai, islamic shariyat ke muttbiq zabah karne se usme se khoon door kiya jaata hai, to Is tarahse aisi maut se khana manaa nahi hai.aur (machhli me) ye shart bhi nahi ke is tarahkhane ke liye halaal banane ke liye use zabahkiya jaaye aur aisa hi teeddee ka muamlaa bhi hai. Is liye jis me behta khoon nahi hai womar jane ke baad haraam nahi hai.bumle, newte aur machhli bhi usi tarah hi hai.asli khoon ki nishani ye hai ke woh nikakne ke baad behta hai aur fir jam jata hai aur kaala ho jata hai.machhli wagairah ka khoon na behta hai na jamta hai na kala hota hai.IMRAN ISMAIL MEMON HANFI GUFIRA LAHOOMUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment