Monday, December 28, 2015

Hadeesh Bayan Krna me

HADEES BAYAN KARNE ME AEHTIYAATHUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KA IRSHAD HE JO MERI TARAF SE JHUT NAQAL KARE (YANI GALAT HADEES BAYAN KARE YA BHEJE ) WOH APNA THIKANA JAHANNAM ME BANAYE.BUKHARIHAZRAT ABDULLAH IBNE MASUOOD R.A.JO IBTIDAE ISLAM ME MUSALMANHO GAYE THE HABSHA AUR MADINE KI HIJRAT JINHONE KI THI HUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KE KHAAS KHADIM THI WUZU KE PANI KA INTIZAAM JUTE UTHANA TAKIYA PESH KARNA INHI KEZIMME THA. TAMAM JANGON ME SHARIK RAHE AAP SALLALLAHU ALAYHI WASLLAM K GHAR YE AUR IN KI WALIDA KA KASRAT SE AANA JANA THA ISLIYE LOG IN KO AHLE BAIT ( GHAR KA MEMBAR ) SAMJHTE THEHUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KA IN KE BARE ME IRSHAD HE KEIBNE MASUOOD JO HADEES TUM KO BAYAN KARE USE SACH SAMJHO ITNEMUATAMAD AUR YAAD DASHT PAKKI HONE AUR IN SAB BATON KE BA-WAJUDABU AMR SHAYBANI R.A.KEHTE HE KEME EK SAAL TAK IBNE MASUOID R.A.KE PAS RAHA MENE KABHI BHIHUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KI TARAF MANSUB KAR KE BAAT KARTE NAHI SUNA LEKIN AGAR KABHIHUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KI TARAF KOI BAAT MANSUB KAR DETE THE TO BADAN PAR KAPKAPI AA-JATI THIAMR IBNE MAYMOON R.A.KEHTE HE KE EK MARTABA HADEES BAYAN KARTE HUWE ZABAN SE YE NIKAL GAYA KE HUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM NE YE IRSHAD FARMAYA TO BADAN KAANP GAYA AANKHON ME AANSU BHAR AAYE PESHANI PAR PASINA AA GAYA RAGEN-NASE FUL GAYI AUR FARMAYA INSHA ALLAH YAHI FARMAYA THA YA IS KE QAREEB QAREEB THA YA US SE KUCHH JYADA YA IS SE KUCHH KAMMUSNADE AHMAD MUQADDAMAE AWJASFAAIDA: YE THI UN HAZRAAT KI AEHTIYAT HADEES SHAREF KE BARE ME YE HAZRAT WAJUD YE KE MASA'ILHUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KE IRSHADAT AUR HALAAT HI SE BATATE THE MAGAR YE NAHI KEHTE THE KE HUZUR SLLALLAHU ALAYHI WSLLAM KA IRSHAD HE Ke KHUDA NA KHAWASTAH JHUTH NIKAL JAYE US KE BIL-MUQABIL HAM APNI HALATE DEKHTE HE KE BE-DHADAK BE-TAHQEEQ HADEES NAQAL ( sms ) KAR DETE HE ZARA BHI NAHI JIJHAKTE HALAN KEHUZUR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KI TARAF MANSUB KAR KE BAAT NAQAL KARNA BADI SAKHT ZIMMEDARI HEUMMID HE KE IN BATON KO PADHNE KE BAAD BAGAIR HAWALE KI HADEES AUR KOI BHI BAAT ALLAH KI TARAF MANSUB HO SMS HARGIZ NAHI KARENGE. INSHA ALLAHKHIR PURI KI HAQEEQAT AUR BARELVIYON KE DALAIL KE JAWABAT

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  ๐Ÿ”ตJAWAB๐Ÿ”ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...