⭕BIDAT KI QISMEN⭕
1.BIDATE HASANAH
2.BIDATE SAIYYEHHAZRAT IMAM SHAFIEE RAHMATULLAHI ALAYHI FARMATE HAI KE BIDAT KI DO QISME HAI
🔖EK WOH BIDAT JO KI, SUNNAT, YA IJMAA YA KISI SAHABEE KE ASAR (BAAT) KE MUKHALIF HO AESEE BIDAT GUMRAHI (BIDATE SAIYYEH) HAI AURJO UN ME SE KISI KE MUKHALIF NA HO TO AESEE BIDAT KABHI ACHCHHI (HASANAH) HOTI HAI
🔖JESE HAZRAT UMAR KA QAUL YE
(20 RAKAT TARAWEEH) KIYA ACHCHHI BIDAT HAI (KISI BHI SAHABI SE SABIT NAYI CHEEZ LUGAT-DICTIONAY KE AITIBAR SE BIDAT HAI
HAQEEQATAN BIDAT NAHI)
MUWAFIQATU SAREEHUL MA'AQOOL.. ALAAMIHAJIS SUNNA 2/128
DONO FAREEQ KI MAANI HUI KITAB (FATAWA JAMIUR RIWAAYAAT WAL JUNNAH SAFA 60)
🔖 YANI NISABUL FIQAH MEHAI KE BIDATE HASANAH WOH HAI JIS KO HAZRATE MUJAHIDEEN (JESE CHARON MASLAK KE ULAMAA IMAM ABU HANEEF RH. IMAM SHAFEE RH.WAGAIRAH) BIDATE HASANAH QARAR DIYA HO AGAR KOI AUR SHAKHS IS ZAMANE ME KISEE CHEEZ KO BIDATE HASANAH QARAR DEGA TO WOH HAQ KE KHILAF HAI KIYUN KE MUSAFFA MEHAI KE HAMARE ZAMANE ME HAR BIDAT GUMRAHEE HAI
.✒{MUFTI}IMRAN ISMAIL MEMON GUFIRA LAHOOMUDARRISE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA
No comments:
Post a Comment