SAWAL12 RABIUL AWWAL KO KYA KAREN ?KAL EIDMILADUN NABI KO KYA KARNA CHAHIYE SHARIAT ME IS BARE ME KYA RAHNOOMAEE HAI?JawabHuzoor salallahu alaihi wasallam ki wiladat aur wafat ki tareekh me sakht ikhtilaf hai isliye ke in dono dino me har saal kuchh bhi karne ka ihtimaam sahaba nahi kiya khud huzoor salallahu alaihi wasallam ne bhi 63 salah zindagi me wiladat ka din (brithday) nahi manaya aap ki pedaish peer ke din hui thi is liye aap peer ke din aksar roza rakhte the isliye peer ke din roza rakhna sunnat hogalekin tareekh manana aur usee tareekh ko kuchh amal rozah namaz juloos naat wagairahNa huzoor salallahu alaihi wasallam se sabit he na tamaam sahaba e kiram radeeyallahu anhum se sabit he.Na taabein wa tabe tabein se sabit hena awliya e kiram se sabit.Na charon maslak ke imamon se sabit. Halanke woh log huzoor salallahu alaihi wasallam sab se ziyadah muhabbat karnewale aur shariat ko jannewale thena fiqah wa hadees ki tamaam kitabon me is bare me koi rahnumaee-kuchh likha huwaLihaza is din na khushi manaye na ranj, kyun ke wafat bhi isee din hui hai iseeliye ham aaj se 10 sal pehle ise bare wafat kehte the wafat bhi allah talaa ne isee din rakhi take loggairon ki tarah khushi manane se ruk jaye.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? ๐ตJAWAB๐ต Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
๐ *Ten disadvantages of playing cricket * ⭕Today's Question no. 652⭕ What is the ruling on watching and playing cricket? Does it cont...
-
*DISADVANTAGES OF FLYING KITES* ⭕Today's Question no. 1222⭕ What is the ruling regarding flying kites in accordance with Islam? ๐ต An...
-
15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS M...
No comments:
Post a Comment