Saturday, April 7, 2018

BARZAKH KI TA'ARIF

*BARZAKH KI TA'ARIF*

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1319⭕

Bazakh kise kehte hain?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Barzakh ka ma'ana hai do cheezon ke darmiyan aad (pardah). Maut qaaim hone ke baad se qiyamat tak insaan jo zamana guzarta hai use barzakh kehte hain yeh zamana duniya aur aakhirat ki zindagi ke  darmiyan aad hai y5e bhi ek aalam hai.

Yahan tamaam insaan apne martabe ke aetibaar se rahenge.

📗MARNE KE BAAD KYA HOGA? SE MAKHOOZ

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/IslamicGroup

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...