15 SHABAAN KE KITNE ROZE RAKHNE HAI EK YA DO..?JAWAB15 WEE SHABAN KA EK ROZA RAKHNA MUSTAHAB HAI.AASHOORAH KI TARAH DO RAKHNE KA MASLAA IS ME NAHI HAI.LEKEEN AGAR KOI AYYAME BEEZ KE ROZE KE TAUR PAR TEEN ROZE YANEE 13,14,15 RAKHE TO SUNNAT HAI AUR DO RAKHNA CHAHE DO HEE KO SHAREE HUKM SAMJHE BAGAIR TO MANAA BHI NAHI KIYUN KE HUZOOR SALALLAHU ALAIHI WASALLAM SHABAAN KE MAHEENE ME AKSAR DIN ROZA RAKHTE THE.(MASAILE ROZA SAFA 173 BA HAWALA ALAMGIRI 1/200MASAILE SHABE BARAAT 59 SE MAKHOOZ)****************************************************
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AETIKAF KE MAKRUHAAT
*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai? 🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...
-
جوتے پہن کر نماز پڑھنا ⭕ آج کا سوال نمبر ۱۱۸۳ ⭕ جنازے کی نماز جوتے چپل پہن کر پڑھ سکتے ہیں یا اتارنا ضروری ہے؟ 🔵 جواب ...
-
* मंगनी के बाद मंगेतर से बात-चित * ⭕आज का सवाल न. ११६७⭕ शादी से पहले मंगेतर से बात करना मश्ग करना जो के बोहत आम है और लोग बडे फ़क़्र से बात ...
-
علماء دیوبند پر بریلویوں کی تہمتوں کے جوابات ⭕ آج کا سوال نمبر ۱۰۷۵ ⭕ جیسا کہ علم غیب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو ہے ویسا تو ہر جانور...
Assalam alikum 2022 ke shaban ka roza kab aur konsa din aur kitna rakna plz bataye ...allah hafiz
ReplyDelete