Sunday, March 18, 2018

KHUDA PAR AITARAAZ

*KHUDA PAR AITARAAZ*

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1299⭕

Agar koi apni aulad ya azeez ke mar jaane par par yun kahe ke "khuda ko bas isee ko maarna tha,"
Ya yun kahe ke "khuda ko aisa na karna chahiye tha,"
Ya yun kahe ke "aisa zulm to koi nahin karta jaisa tune kiya"

Is ka kya hukm hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلم
ا
Yeh teeno jumlon me Allah par aetaraz aur Allah ke faisle par uski tawheen hai,

*Lihaza kufr lazim aayega tajdeede imaan wa nikaah kare.*

📕BAHISHTI SAMAR SAFA 15

📗MAALAA BUDDA MINHU
SE MAKHOOZ

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...