Wednesday, March 28, 2018

JAAN BACHANE KE LIYE KUFR KA IQRAAR

*JAAN BACHANE KE LIYE KUFR KA IQRAAR*

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1309⭕

Zaid kehta hai aise waqt me jab koi kuffar ke bich fas jaye aur jaan bachane ki sirf ek hee surat ho ke woh jhut keh de ke me musalman nahin hun ya kufr ka kalimah dushman talwar ki nok par buwaye to sirf zuban se waisa keh kar jaan bachana jaiz hai aisa sirf jaan ke khatre ke waqt hi keh sakte hai.

Bakar kehta hai jaan chali jaye magar aesa nahin kehna chahiye aisa kehna sakht gunah aur kufr hai dono me se kis ki baat saheeh hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Zaid ka qaul sahih hai. Ammar ibne yasir Radeeyallahu anhu ke waqiye se yeh jawaz saabit hota hai "jis par _الا من اکرہ و قلبہ مطمءن بالایمان

nazil huyi thi

📖SURAH E NAHAL AYAT 106

📗FATAWA MAHMOODIYAH 2/311

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...