Sunday, May 6, 2018

ZAKAT KI RAQAM CHORI HO JAYE

*ZAKAT KI RAQAM CHORI HO JAYE*

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1305⭕
A.
Agar zakat ki raqam alag kar ke rakhi ho aur woh chori ho jaye ya kisi aur tarah zayea ho jaye to zakat dobarah deni padegi?
B.
Agar Woh raqam Mujhe kisi dost ne mustahiq ko dene dee thi to chori ho jane ki wajha se dobarah dost ko lotana zaroori hoga?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما
A.
Han zakat dobarah deni padegi kyun zakat ada nahi hui.sliye ke masrah-zakat ki mustahiq par kharch nahi hui aur tamleek maalik banaa paya nahi gaya.
B.
Agar aap ne us raqam ki hifazat me kotahi nahi barti hai to us raqam ke aap zaamin nahi yani dost ko lotani zaroori nahi.

📔AL BAHRUR RAIQ 2/218
BAHAWALA
📙KITABUL MASAIL 2/197

📘AHSANUL FATAWA 4/289
BAHAWALA
📔MASAILE ZAKAT SAFA 231

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/IslamicGroup

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...