*SAFAR ME ROZAH KA HUKM*
⭕AAJ KA SAWAL NO. 1367⭕
SAFAR KI HAALAT ME ROZAH RAKHNA AFZAL HAI YA NA RAKHNA AFZAL HAI ?
🔵JAWAB🔵
JO AADMI APNE GHAR SE SAVAA SATATTAR (77.25 ) KILOMETERS KE SAFAR KA IRADAH KARKE NIKLE WOH SHARA'AN MUSAFIR HAI AUR MUSAFIR KO
SAFAR KI HAALAT ME ROZAH RAKHANE AUR NA RAKHANE DONO KI IJAZAT HAI.
AGAR ROZAH RAKHANE ME TAKLIF AUR KAMZORI KA ANDESHAH HO YA SAATHIYON KO TAKLIF AUR PARESHANI HOTI HO TO ROZAH NA RAKHANA AFZAL HAI.
GHAR PAHONCH KAR QAZAA KAR LE. AUR AGAR KAMZORI AUR TAKLIF KA DAR NA HO TO ROZAH RAKHANA AFZAL HAI.
📚FATAWA RAHIMIYAH JILD 4 SAFAH 56. FATAWA DINIYYAH GUJRATI
و اللہ اعلم
📝 Mufti Imran Ismail Memon.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india
📱💻http:www.aajkasawal.page.tl📱
Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/IslamicGroup
Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua
No comments:
Post a Comment