Thursday, May 17, 2018

GHAR ME TARAWEEH SE PEHLE SE ISHAA KI JAMAAT GHAR ME KARNA*

*GHAR ME TARAWEEH SE PEHLE SE ISHAA KI JAMAAT GHAR ME KARNA*

⭕ AAJ KA SAWAL NO.1360⭕

Aaj kal baaz jaga 3 ya 5 pare ki taraweeh ghar me ya ibadat khane me hone lagi hai to us surat me isha parhne masjid zayada door na hone ke ba wujood wahin ghar, ibadat khane me parhna ksisa hai?

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما
Puchhi hui surst me masjid chhodkar ghar ya ibadat khane me hi isha ki jamaat karne me masjid ki fazeelat, sawab aur us ki fawaid aur barkaat se mahroomi hogi lihaza ishaa ki namaz masjid hi me padhni chahiye.

📘MASAILE TARAWEEH SAFA 43 SE AUR
📗FAZAILE NAMAZ SE MAKHOOZ

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/IslamicGroup

Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...