*HAMAL KI HALAT ME KHUN AAYE TO ROZE JE HUKM*
⭕AAJ KA SAWAL NO. 1365⭕
AURAT KO HAIZ M.C. MAASIK, NIFAS AA JAYE TO KYA ROZAH BAAQI RAHEGA?
HAMAL KI HALAT ME KHOON AA JAYE YA DAS DIN SE ZAYADA HAIZ KA KHUN AAYE TO ROZAH KA KYA HUKM HAI. ?
🔵 AAJ KA JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
ROZAH KO TODNE WALI CHEEZON ME SE 1 HAIZ AUR NIFAS KA AA JAANA BHI HAI.
AUR JO KHOON AURAT KO HAMAL KI HALAT ME AAYE YA HAIZ KA KHUN DAS DIN BAAD BHI AAYE TO WOH BEEMARI KA KHOON HAI, JO ROZAH RAKHNE KE MUNAFI NAHI HAI. LIHAZA HAMAL KI HALAT ME AUR HAIZ KA KHOON DAS DIN BAAD AANE KE BAVJOOD AURAT ROZAH RAKH SAKTI HAI.
📘FATAWA HAQQANIYA JILD 4 SAFA 157 SE MAKHOOZ
و اللہ اعلم
📝 Mufti Imran Ismail Memon.
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india
📱💻
http://www.aajkasawal.page.tl
Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/IslamicGroup
Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua
No comments:
Post a Comment