*ZAKAAT ME NAKAD (CASH) KI JAGAH DUSRI KOI CHIZ DENE KA HUKM*
⭕AAJ KA SAWAL NO.1347⭕
Kya paise ke bajaye koi chiz bhi zakat me de sakte hain?
Ya paise hi dena chahiye?
Masalan jis aadmi ki jis cheez ki tijarat karta ho masalan kapada, attar, khane pine ki cheez wagairah bhi zakat me de sakte hain?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Haan zakat me paise (cash) hi dene zaruri nahin sawal me puchhi huyi cheez wagairah ki bazari qeemat lagakar use maalik banaa kar de dene se bhi zakat adaa ho jayegi
Albattah naqad paise dena behtar hai ke gareeb aadmi ki jo bhi zarurat hogi woh paiso se aasani se puri ho jayegi.
📗MASAILE ZAKAT SAFA 204 SE MALHOOZ
✏Mufti Imran Ismail Memon
🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India
📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl
Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/IslamicGroup
Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua
No comments:
Post a Comment