*SAJDAH E TILAWAT KA TAREEQAH*
⭕ AAJ KA SAWAL NO.1371⭕
Sajdah e tilawat kab karna chahiye? Us ka mukammal kya tareeqah hai?
Aur kis tarah ada ho jata hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
sajdah e Tilawat ki aayat padhne ya sunne ke baad namaz se bahir ho to bhi usi waqt kar lena behtar hai baad me kare to bhi gunah nahi lekeen bahut takheer makrooh hai.
Sajdah tilawat ka tareeqah ye hai khade hokar takbeer kehte huwe sajdah me jaye aur fir sajdah kar ke takbeer kehte huwe khada ho jaye agar bethhe bethhe bhi sajdah me chala jaye aur sajdah kar ke bethh jaye to bhi ada ho jayega.
NOT: is me takbeer kehkar hath
bandhne aur akheer me salam ferne ki ya munh par hath ferne ki zaroorat nahi ye awam ke izafe saheeh nahi hai
📗TALEEMUL ISLAM 4/73 SE MAKHOOZ
و الله اعلم بالصواب
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.
🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.
📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl
Subscribe Our Channel
Www.youtube.com/IslamicGroup
Download Our Application
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.group.kwsjhpvbkgbtlumfelua
No comments:
Post a Comment