*LADKON KO DEKHNE KA HUKM*
⭕ AAJ KA SAWAL NO.1499⭕
Ladkon ko shahwat ki nigah se dekhna kaisa hai?
Shreeat me is baare me kya rahnumai hai?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Agar ladka amrad hai ya'ani uske munchh ke baal fut chuke hain aur dadhi nahin hai aise ladkon ka hukm ba'az ulamaa ke nazdeek aurat ki tarah hai uska sar se pair tak ka jism chhupane ke qabil hai
ibnul qattan Rahmatullahi alayhi farmate hain jis ladke ki darhi nahin nikli lutf andoz hone aur lazzat paane ki nazar se dekhna haraam hai agar lazzat maqsad na ho aur dekhne wale ko fitne se itminan ho to jaiz hai
📕RADDULMUHTAAR 1/285
Agar jinsi mailan ka khatra ho to aurat aur bagair darhiwale ladke par nazar dalna haraam hai.
📙RADDUL MUHTAR 1/285
📗HAYA AUR PAAK DAMANI 256
و الله اعلم بالصواب
*ISLAMI TAREEKH* :18 MUHARRAMUL HARAAM1440 HIJRI
✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.
🕌 Ustad e Darul Uloom Rampura Surat, Gujarat, India.
📲💻
*اَلْحَمْدُلِلّهِ. NAYI WEB SITE*
Twitter:
https://goo.gl/szhij4
Google+:
https://goo.gl/Hp6Z4k
YouTube:
https://goo.gl/1HSJkq
🌍 www.aajkasawal.in
Telegram channel :
Https://t.me/AajKaSawalJawab
No comments:
Post a Comment