Monday, January 1, 2018

SAALGIRAH ME SHIRKAT

*SAALGIRAH ME SHIRKAT*

⭕AAJ KA SAWAL NO.1221⭕

Me khud to saalgirah-birthday manata nahi hun lekin mere ek qareebi rishtedar ne saalgirah ki dawat dee hai islam dawat qabool karne ki aur rishtedar ke huqooq ki adaygi ki taleem deta hai to kya me saalgirah me shirkat kar sakta hun

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما
Salgirah-birthday manana angrezon ka tareeqah hai lihaza is me shirkat karna  fuzool aur gunah hai lihaza islam aesi dawat me shirkat ki ijazat nahi deta.
و الله اعلم بالصواب
📗AAP KE MASAIL AUR UN KA HAL 2/518

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...