Friday, January 5, 2018

FARZ  NAMAZ KI AKHRI DO RAKAT ME SURAT MILANA

FARZ  NAMAZ KI AKHRI DO RAKAT ME SURAT MILANA

⭕AAJ KA SAWAL NO.1225⭕

Me tanha farz namaz padh raha tha aur teesri chothi rakat me galti se surah e fatiha ke baad surat bhi mila li to meri namaz huyi ya nahi?

mene sajdah e sahw bhi nahi kiya.

🔵JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما

Puchhi huyi surat me aap ki namaz ho gai farz ki teesri chothi rakat me surat mila lene se sajdah e sahw bhi wajib nahi hota.

📗MASAILE SAJDAH E SAHW

و الله اعلم بالصواب

✍🏻Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.

🕌 Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.

📲💻
http://www.aajkasawal.page.tl

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...