Tuesday, March 28, 2017

SOOD KI RAQAM KA KYA KARE

SOOD KI RAQAM KA KYA KARE

⭕AAJ KA SAWAL NO.963⭕

Mere paas sood ki raqam hai to woh kis ko dun ?

🔵 AAJ KA JAWAB🔵

حامدا و مصلیا و مسلما
Sood ki raqam ka asal hukm to ye hai ke jis ke paas se liya ho us ko hee wapas lotana chahiye agar bank ka sood ho to us ke asal.malik maloom nahi hote lihaza is ko pakhana aur gunahon ka boj samjhte us ke wabal se bachne ki niyyat se bagair sawab ki niyyat se gareeb ko  de dena chahiye.

📗 FATAWA MAHMOODIYAH 16/381
📘KITABUL MASAIL 11/227 SE MAKHOOZ
 
و اللہ اعلم
📝 Mufti Imran Ismail Memon.

🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura,Surat, Gujarat,india

📱💻http://www.aajkasawal.page.tl

📱💻
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

No comments:

Post a Comment

AETIKAF KE MAKRUHAAT

*AETIKAF KE MAKRUHAAT* ⭕AAJ KA SAWAL NO.2101⭕ Aetikaaf kin cheezon se makrooh hota hai?  🔵JAWAB🔵 Aetikaf niche dee hui baton se makrooh ho...